EDITORIAL BOARD
Published: 2015-01-09
Total Pages: 213
Get eBook
Prastut pustak ka sankalan Marathi k kayee vidvano tatha manovagyaniko se paramarsh k pashchyat kiya gaya hai. Prastut pustak me shamil baat chit se sambandhit vakiyo ko padh kar aap Marathi bhasha ka bazaar/ railway station / office aadi jaghao par aasani se prayog kar sakte hai. Yeh pustak un logo ko dhyaan me rakh kar likhi gai hai jo hindi se marathi bhasha seekhne k lea ikchuk hai. Pathko ki suvidha k lea es pustak ko panch khndo me baata gaya hai. Pustak k kuch pramukh aansh; marathi vrakran se sambandhit prayavachi sabdh, vilom sabdh tatha lokpriya muhavaron ka prayog , mehtapurn sabdhavali me shareer ki vibhin aank, rishtedaaro se sambandhit sabdh, khadiya samagri, rog, jaanvaro k naam, phal, sabzi tatha vibhin dhatuo k bare me jaankari di gie hai.Pustak me kya, kyu, kaun,kese aadi shabdho ka pyayog aadi baazzar,bank,daak ghar, railway station, bus stand, restraunt , aadi jagha par kis prakar marathi bhasha me kare iski vistrut jaan kari de gie hai. Aveden patra , abhinandan patra, mitro ko patra tatha pustako k lea order kis prakaar likhe eska bhi udharan pustak k aantim khand me deya gaya hai. Paathko se anurodh hai ki marathi seekhne k lea es pustak me dea gai baatchit k aansho ko pratidin prayog me lai. Agar aap k paas samay ka aabhav hai to pratidin keval do shabdho ka prayog sekhe. Dhere dherey marathi bhasha par aapki pakar majbut ho jaigi.(Most scientificall prepared book for Marathi speakers who are interested in learning how to speak Hindi correctly and effectively. Everyday conversational tone and language has been used throughout the book for convenience in learning. A sentence in Marathi is immdiately followed in Hindi. The book can be used to pick up speaking Hindi at market places, shops, schools, colleges, bus stands, stations, trains, hospitals, banks and at other possible places where an average person is likely to go.) #v&spublishers